Off Limits

Friday, April 03, 2009

The profitable loss..

Bhare hath liye jo tere dar pe aaye, woh khali haath ho jaata hai
Tere pairon ki chaaon jise mile, woh malamaal ho jaata hai
Jab bade bade shakhs teri is changul mein fas gaye
Is nacheez ko bhi fasane mein tera kya jaata hai !!!

0 Comments:

Post a Comment

<< Home